Hello dosto kaise ho appsab?? Ajj me apni personal hard work or smart work ka experience app sab se share karunga dosto.
To chaliay pehle hardwork ke baremain vat karte hai, hard work jindegi main jaruri hai hard work ke bina kabi koi apni jindegi main safal nyhi hosakta. Par hardwork ki bi koi tarika hota hai ki hardwork kara kaise jata hai.
Dosto Hard work ka matlab ye nyhi ki app tela chalao, matti ko khodo oe etc etc. Aaj kal ke bande koi bi hard work karna nye chahta hai bas aasani se paisa kamana chahta hai isiliay main bolta hu hard work karo par hard work appni idea ko safal karne me use karo. Apni har kam pe mehnat karo. Isiko hard work kehte hai.
Ab main smart work ke bare main apni kuch personal experience share karunga dosto. Smart work jindegi main jaruri hai kiuki smart work ke bina bi koi apni jindegi me safal nye hota isiliay smart work karna apni jindegi main jaruri hai. Jangal main sabse jeada kam karne wala janwar gadha hai par wo kabi rest nye le paya wo hamesa koi kam karta rehta hai or log usse kam karwate rehte hai. Par jangal ka raja sher hai , sher ke jindegi main aram bi hai or usse koi kam bi nye karwa sakta to hehi different hai smart work or hardwork pe.
Is article ko padne ke liay danewad.

No comments:
Post a Comment